3 Best Legal Source Bhagavad Gita PDF Free Download - Hindi, English & Sanskrit

Namaste, Jay Shri Ram aaj main aapko Sanatan ki sabse powerful kitabon mein se ek ke bare mein batane wala hun. Jiska Naam Hai Bhagwat Geeta Bhagwat Geeta ka original famous Geeta Press Gorakhpur ke pass hai.

aaj ki time mein bahut Sare press Apna Apna nikal rahe hain lekin original Agar main baat bolun to Geeta Press Gorakhpur ka hi original abhi tak hi chalta hai. aur sabse Achcha aur sabse bharosemand bhi Mana jata hai.

Bhagwat Geeta mein aapko bataya gaya hai ki aapko Jivan Kaise Jina chahie. aap Kis Liye Is Dharti per aaye ho kya karne ke liye aaye ho aur aap kya kar rahe ho aap kya karne wale ho ine Sabhi chijon ke bare mein aapko Bhagwat Geeta mein dekhne ke liye Milta Hai.

Kitab Kaise Kitab hai jo aapki Sabhi problem ko solve kar sakti hai. Bhagwat Geeta padhne wala Insan dimag se itne powerful ho jata hai Jitna aap kabhi Soch bhi nahin sakte hain.


3 Best Legal Source Bhagavad Gita PDF Free Download - Hindi, English & Sanskrit

Bhagwat Geeta Pdf


To mai aapko 3 Website bata deta hu. Jaha se aap aasani se bhagwat geeta Pdf In Hindi ya dusre languages me download kar sakte hai. Niche aapko ham link diye h.

Jo officially link h aap easy download kar sakte hai. Bhagwat geeta Pdf me aap download kar ke daily reading kijiye.

1. GeetaPress Gorakhpur PDF

Jaisa ki aap log Jante Hain Ki Geeta Press Ek bahut hi famous aur Bharat mein Bhagwat Geeta banane ke liye sabse Achcha aur sabse Vishwas karne wala Geeta Press ko hi Mana Jata Hai Aur Geeta Press ka Bhagwat Geeta Puri Duniya Mein Jana jata hai.

Jitne bhi Sanatan Ke Log hain aur vah Achcha Ek Aur bharosemand Kitab ko select Karte Hain To vah Geeta Press ka Bhagwat Geeta ko hi Mana jata hai agar aap inhen download karna chahte hai.


• Milega Kya - Hindi & English

• Link - gita-press.org

• File Size - 5MB-15MB


2. Bhaktivedanta VedaBase (iskcon) PDF

Agar aap ISKCON dwara Banaya Bhagwat Geeta ko padhna Chahte Hain To aap bilkul bhi padh sakte hain aur iske liye agar aap PDF download karna chahte hain to aap bilkul bhi aasani se PDF download kar sakte hain lekin iske liye aapko unke website per jakar download karna padega.

• Language - English & Hindi + 50+ language Translate

• Website - vedabase.io

Important - aapko Har EK Ek word ka matlab ismein dekhne ke liye Milta Hai yah sabse acchi baat hai is Bhagwat geeta me.


3. Government Archive 

Agar aapko Bhagwat Geeta padhne ka man hai bahut hi jyada man hai aur aap Chahte Hain ki aap PDF download karke apne mobile ya FIR aap laptop mein Kaise padhen doston aapko Main Bata Dun Upar main aapko link Diya hi tha aap Kisi bhi link bheja kar click Karke download kar sakte hai.

• Source - Archive.org



Previous Post
Next Post
Related Posts

0 $type={blogger}: