Somnath Temple Bharat ki sabse famous temple me se ek ye mandir famous ke sath sath dard, dukh, khusi apne andar chupaya hai. aaj mai aapko es mandir ke bare me batane wala hu. isliye aap is post ko pura padhe.
Somnath Ek sirf Mandir Aapi se bilkul bhi samajhne Ki Galti mat karo. balki yah Mandir Sanatan Dharm Ki Jeet dilai Hai. Aise Mandir aapko dekhne ke liye bahut hi kam Milte Hain isliye Aise Mandir ko Hamesha aap namaste karo.
is Mandir ko Itni bar Luta Gaya Hai jitni bar aap Soch Bhi Nahin Sakte ho isliye main aapse bola ki yah Mandir apne aap mein bahut badi Dukhi ko Dard ko Apne andar chhupaya Hua Hai. agar aap Janna Chahte Hain To aage padhiye.
Jab is Mandir ko science Ne check kiya to yah Mandir 100% Sach nikala Kyunki Ek chij Jo Sabko Bina satellite ke 1000 sal pahle yah Kaise Pata Chala kis Mandir Mein itne sare fact chhupe hue hai.
Somnath Mandir Ke 5 Rahasya Jo Vigyan Bhi Nahi Samajh Paya - 2027
![]() |
| Somnath Mandir Ke 5 Rahasya Jo Vigyan Bhi Nahi Samajh Paya |
Somnath Mandir ke 5 Rahasya jo Vigyan bhi nhi samjha paya kya aap samjha paoge. Kyoki waise to bahut se rahasya h par mai 5 Rahasya ke bare me bataya hai.
1. Shivling Ke Niche kya hai?
Agar aap Mahadev Ke Bhakt Hain To aapane Mahadev ke Shivling ko Kabhi Na Kabhi To Dekha hi hoga lekin aap khud Socho ki old Somnath Temple mein aapko Ek Aisa Shivling mile Jiske niche Kuchh Na Ho.
vah bilkul bhi Hawa Mein jhulata hua aapko Dikhai De to AAP Vishwas Karoge bilkul bhi Yahi Hua Jo purane Somnath Mandir the uska Yahi Dawa tha aap khud Socho yah Kitni powerful baten Hain jo aapko sochne per majbur kar deti hai.
2. Baan stambh Ka Rahasya
Jaisa ki aap log Jante Hain Ki Google ke aane ke bad hi log satellite se ek Jagah se dusre Jagah ko dekh Sakte the Achcha Main Ek aap baat bolata hun aapse Achcha yah batao koi aisa aadami batao Jisko abhi Maloom Ho ki Brahmand ke bare mein kya hai.
bahut se Logon Ko satellite aane ke bad hi Maloom Chala lekin aaj se hajaron sal pahle Kaise is Mandir Mein Ek pillar hai use per yah likha tha ( is Sthan Se Lekar Dakshin dhruvon Tak bich Mein Ek Bhi Koi Bhi Jameen ka tukra ko Dikhai Nahin dega)
aur jab satellite Aaya to sach mein dekha Gaya to sach mein koi bhi Ek Jameen ka tukra nahin tha Kyunki bich mein sirf Pani hi Pani thi.
3. Har Bar lootane ke bad bhi khajana khatm Nahin hua
Somnath Mandir ko 100+ Bar Se Jyada bar Luta gaya tha. Jismein se lootane wale Mohammed Gauri ne 20Lakh+ Dinar Sona Lutha Tha.
Yah Suna Itna jyada hai ki aaj Duniya Ke Kai Sare country kharide Ja sakte hain. Is Mandir per Alauddin khujali Ne 17 bar Aakraman Kiya aur Fir Es Mandir Ko Bahut Baar Luta Tha.
4. Samundra ka ek bhi Pani Mandir Ke Pass Nhi Aata?
Somnath Mandir ka yah Rahasya bahut hi जानी-मानी Rahasya hai aur yah Rahasya pure Desh Mein Maloom Hai logon ko aap yah batao ki Samundra Ka Pani Har Jagah Jata Hai Lekin Aakhir Somnath Mandir ko kyon Nahin chhupata Hai.
Aakhir iska Rahasya Kya Hai Aaj Tak Nahin Maloom Chala Vigyan bhi aaj tak iska pata nahin Laga Paya Kai Sare Mandir Doob Jaate hain lekin Somnath Mandir ko Samudra Chhu bhi nahin pata hai.
5. Somnath Ka pahla Mandir kaun banvaya tha
Sanatan Dharm Mein Aisa Mana jata hai ki Somnath Mandir ko pahla banvane wala Surya Dev hi the Jo is mandir ka Rachna kiye the aur yah Mandir aapane Kai Sare Aise secret Ko chhupati Hai Jo Aaj Tak Vigyan bhi chup Baithe Hai.
Kyunki Jahan Vigyan khatm Hoti Hai vahin se Sanatan ki shuruaat Hoti Hai is Mandir ke bare mein Aaj Tak koi bhi iska Ek bhi Rahasya ko pata nahin Laga Paya.

0 $type={blogger}: