Namaste doston, Aaj is poster main aapko batane wala hun Sanatan Dharm book ine Hindi ke bare mein aapko to Maloom Hai Ki Sanatan Dharm Mein Kitni purani dharm hai. balki purani hone ke sath sath yah Duniya ka sabse pahla Dharm hai.
to Jindagi bhai bahanon ko abhi tak pata nahin tha unhen yah chij main aapko Bata Dun ki Sanatan Dharm Mein Aise bahut Sare book hai lekin aaj main aapko Panch Aise book batane wala hun jo aapko Jarur padhna chahiye.
Kyunki Sanatan Dharm mein aapko bahut Sare Ved Puran aur aise hi books mil Jaenge Jo aapke Jivan Ko Badal sakte hain lekin unmen se Socho Jab sabse acche Hain Jo aapke liye aap padh sakte hain vah chij main aapko batane wala hun.
Kyunki Aise book aapko dekhne ke liye bahut hi kam Milega jisse shrimadbhagwat Geeta, 4 vedas, 18 Puran Aise book agar aap padh liye to Socho aapka life to Jabardast ho jayegi.
Sanatan Dharma Book in Hindi PDF - 5 Best Books Jo Har Hindu Ko Padhni Chahiye 2026
![]() |
| Sanatan Book |
1. Bhagwat Geeta - Sanatan Dharma Ka Famous
Jaisa ki aap log Jante Hain Ki Bharat mein Bhagwat Geeta ko ek bahut hi famous Kitab ke roop mein jana jata hai aur yah vah Sanatan book ki Kafi samajhne wali book hai ismein aapko Har samasya ka Samadhan mil Jaega Krishna ji dwara ismein bataya Gaya.
Aise Aise shlok aapko Milenge Jo aapke Life ko change kar denge aap Is Duniya Mein Kyon aaye ho aap Is Duniya Mein Kis Liye ji rahe ho aur aapko is duniya mein kya karna hai.
2. Sanatan Dharma - EK Parichay Book
Sanatan Dharm ke liye yah Ek bahut hi Chhoti Si book Hai Jo Bhi Insan Sanatan Dharm ke bare mein Janna Chahte Hai.
Ki Aakhir Sanatan Dharm kya hai Sanatan Dharm ko kaise follow Karen unke liye yah book Kafi Achcha hai aur ismein aapko lagbhag 120 pesh ke aaspaas aapko dekhne ke liye Milte Hai.
aur aap Agar Chahte Hain To aap ise aasani Se download kar sakte hain iske liye aapko Koi Bhi Jyada Pareshan hone ki jarurat Nahin Hai.
3. 18 Puran - Sanatan Dharma Ki Kahaniya
Kya aap Sanatan Dharm mein jyada Ruchi rakhte Hain Agar aapko Sanatan Dharm mein jyada Ruchi hai to main aapse bolunga ki aap 18 Puran Jarur padhen iska fayda Kya Hoga main aapko Sidha Bata deta hun Jaisa ki aap log Jante Hain ki ismein bahut se Aise aapko kahaniyan Diya Gaye Honge jo ki देवी-देवताओं per aadharit hai jisse aap Sanatan Dharm ko Kafi aasani se samajh sakte hai
4. 4 Vedon Ka Hindi Anuvad
Sanatan Dharm Mein Char ved Hote Hai. Jo ki pahla hai rigved, dusra hai yajurved, tisra h samved, aur forth h Atharved Jaise Ved aapko dekhne ke liye mil Jaate Hain Jo ki bahut hi famous Ved hai aur is Bhed mein aapko Duniya Ke Aise bahut se Jankari Milega aapko jo ki aapko dusre Dharm mein dekhne ke liye bilkul bhi nahin milega.
5. Satyarth Prakash - Sanatan Dharma Ki Logic
Agar aapko Sanatan Dharm ke bare mein acche se Jankari lena hai aapko yah Maloom Karna Hai Ki Aakhir Sanatan Dharm sach mein hai kya Iske bare mein aapko Jyada Jyada Jankari chahie to aapko Satyarth Prakash Kitab ko Jarur padhna chahie.
Ismein aapko total 800 plus page Milte Hai. Jo ki Kafi jyada hai aap log Jante Hain Ki itne mote Kitab aap padh paoge agar aap Nahin padh paoge To dikkat Nahin Hai Lekin aap try kar sakte hai.





0 $type={blogger}: